poetry In Urdu

Tu hai harjai to apnaa bhi yehi taur sahi ...
Tu hai harjai to apnaa bhi yehi taur sahi,
Tu nahin aur sahi, aur nahin, aur sahi,

If you are a heart breaker than this be our way,
If not you than another, if not they than someone else,


- Daag Dehlvi



Marte hain arzu mein marne ki ...
Marte hain arzu mein marne ki,
Maut ati hai par nahi ati,

We die with desire to die,
Death comes but we die not,

- Mirza Ghalib


Ishq se tabiyat ne zeest ka mazaa paya ...
Ishq se tabiyat ne zeest ka mazaa paya,
Dard ki dawa paai dard be dawa paya,


From love the self learned the pleasures of life,
The cure of pain and a pain incurable,


- Mirza Ghalib
 
Deni hai gar jaan to mohabbat kijiye ...
Deni hai gar jaan to mohabbat kijiye,
Ho jaayega poora wo armaan jo kabhi na hua,

If you wish to sacrifce your life than fall in love,
You will desire for that which is never desired (i.e death),

- Mirza Ghalib
 
Zikr us parivash ka, aur phir bayaan apna ...
Zikr us parivash ka, aur phir bayaan apna,
Ban gaya raqeeb aakhir tha jo raazdaan apna,

The tale of that beauty and than our eloquent speech,
He who was our confidant has become our rival,

- Mirza Ghalib

Dil dia jaan kai kyon usko wafadar, Asad ...
Dil dia jaan kai kyon usko wafadar, Asad,
Ghalti ki kai jo kaafir ko musalmaa'n samjha,

Why did we give our heart to her think her to be loyal, Asad,
It was our mistake to take an infidel as a believer,

- Mirza Ghalib
 
Shamma jalti hai to uss mein se dhuwan uthta hai ..
.
Shamma jalti hai to uss mein se dhuwan uthta hai,
Shola e ishq siyah posh huwa mere baad,

When a candle burns than does smoke rise,
The spark of love has been extinguished after me,

- Mirza Ghalib
 

Taras aata hai mujhe apni masoom see palko par ...
Taras aata hai mujhe apni masoom see palko par,
Jab bheeg kar kehti hain ab or roya nahi jaata,

I pity my innocent eye lashes,
When wet, they say no more can we cry,